Bus, tum (3)

Magar tum rahna..

Meri yaadon ki hichkiyan bankar,
Kehna

Par rahna..

Meri saason ka dard sunkar,
Sahna

Par rahna.

Comments

Popular Posts