Shukriya, zindagi!
Shukriya, zindagi!
Shukriya tumhari yahan tak ane ke liye
Din, do din hi sahi
Bhulkar hisabon ki khata-bahi
Bachpan ke alhar dinon jaisi
Bilkul be-wajah kuchh waqt bitane ke liye
Ab yahan se age mujhe akele jana hai
Tumhari chhaaon tale hi dhire dhire
Tumse dur jana hai
Tapan
28.2.07
Shukriya tumhari yahan tak ane ke liye
Din, do din hi sahi
Bhulkar hisabon ki khata-bahi
Bachpan ke alhar dinon jaisi
Bilkul be-wajah kuchh waqt bitane ke liye
Ab yahan se age mujhe akele jana hai
Tumhari chhaaon tale hi dhire dhire
Tumse dur jana hai
Tapan
28.2.07
Comments