Saath

Raho na
Sirf raho mere saath
Har saath karan, vastu aur tark ka nahi hota.
Kuchh saath
Saason ki tarah
Aakaash ki tarah
Perhon ki tarah
Sirf saath saath rahte hain.

Comments

Popular Posts